Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Seerat-E-Mustafaﷺ Post:-02

بــــــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ

Sᴇᴇʀᴀᴛ-E-Mᴜꜱᴛᴀꜰᴀﷺ 

» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 02«

     ⚘ Mukhtasar Seerat E Mustafa ﷺ

⚘⌬ ➤ Aap ﷺ ka Naam-e-Mubarak :-
MuHammad, Ahmad ﷺ Iske Elawah Aap ke Ahadeese Mubarakah Mein Bahut Saare Naam Aaye Hain, jaise Mustafa, Mujtaba, Murtaza, Muzzammil, Muddassir Waghairah 

⚘⌬ ➤ Waalid-e-Majid ka inteqaal :-
Aap ﷺ Abhi Apni Waldah-Majidah ke Shikam Mubarak (Pet) hi Me The ki Aap ke Waalid Mohtaram Hazrat Abdullah Shaam ke Tijarati Safar Se Wapisi ke Dauraan Madina Sharif Mein Apne Waalid Hazrat Abdul Muttalib Ke Nanihaal me Ruke Aur Bimaari ki Wajah se Yahi intqaal Farmaa Gaye 

⚘⌬ ➤ Tareekh e Wiladat:- 
Aap Sallallahu Taala Alaihi Wasallam 12 Rabi ul awwal Baroz e do(2) Shamba (Monday),20th april 571 A.D ko Makka Sharif Mein Paida Huye (iske ilawa 8,9 aur 11 Rabil ul Awwal Bhi Kitabon Mein likha Gaya Hai Magar Zyada Sahi 12 rabi ul Awwal Hi Hai Kyunki Makkah Sharif ke Log isi Tareekh ko Hamesha Aap Sallallaho alaihe Wasallam ki Paida’ish ka Din (Yani Milad) Manate The... 

📝Pᴏꜱᴛ Jᴀᴀʀɪ Hᴀɪ....ان شاء الله تعالیٰ
Share on
|

Post a Comment

0 Comments