Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

_______ Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Seerat E Mustafaﷺ Post:-21

بــــــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ

Sᴇᴇʀᴀᴛ-E-Mᴜꜱᴛᴀꜰᴀﷺ   

» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 21 « 

 ⚘ Aapﷺ Ki Namaazen
•───────────────•

⚘ ⌬ ➤ Bilkhusus Ramazan Ke Mahine Me Jab Aapﷺ Namaaz Padhte To Phir itni Lambi Namaaz Padhte Ki Aapﷺ ke Qadme Mubarak Me Sujan Aa Jaata Tha Aur Jab Huzurﷺ Ko is Muttaliq kuch Arz kiya Jata To Aapﷺ Farmate Kya Main Apne Rab Ka Shukr Guzaar Banda Nahi Banu.
📬 Sahi Bukhari,Hadees No.1130 📘

⚘ ⌬ ➤ Der Tak Namaaz Padhne ke Saath Khushu Aur Khuzu ki Haalat Ye Hoti Thi ki Kabhi Kabhi Aapﷺ Namaaz Hi Me Allah ke Huzurﷺ Bilak Bilak Kar Rote The Hazrat-e-Mutrif Apne Walid Se Riwayat Karte Huye Bayan Karte Hain Ki Main Ek Baar Huzurﷺ Ke Paas Aaya, Os Waqt Aapﷺ Namaaz Padh Rahe The Aur Aapﷺ is Tarah Se Ro Rahe The ki Aapﷺ ke Sine se Haandi Ke ubalne ke Jaisi Awaaz Aa Rahi Thi..
📬 Sunan Nisaai, Hadees No.1214 📚

📝Pᴏꜱᴛ Jᴀᴀʀɪ Hᴀɪ....ان شاء الله تعالیٰ
Share on
|

Post a Comment

0 Comments