بــــــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
•────────────────• ⚘⌬ ➤ Aapﷺ ke Akhlaaq Ke Baare Me Khud Allah Ta’ala Ne irshad Farmaya Ki “Beshak Aap Zaroor Buland Akhlaq pe Faa-iz Hain 📘 Surah Qalam Ayat no :4 ⚘⌬ ➤ Hazrat-e-Anas radhi allaho anho Bayan Karte Hain Ki Main 10 Saal Huzurﷺ Ki Khidmat Me Raha Khuda Ki Qasm Aapﷺ Ne Mujhe Kabhi Uff Na Kaha , Aur Na Kabhi Mujh Se Ye Kaha Ke Tum Ne Falan Kaam Kyun Nahi Kiya ? Ya Falan Kaam kyun Kiya? 📗 Sahi Muslim, Hadees No. 2309 ⚘⌬ ➤ Aapﷺ Ne Farmaya Ki Mujhe Mere Parwardigaar Ne 9 Baato Ka Hukm Diya (To Main Us Par Qaaim Hun) ⚘1 ⌬ ➤ Zaahir Aur Baatin Me Ekhlaas Ko Apni Pahchaan Banao ⚘2 ⌬ ➤ Khushi Aur Naraazgi,Dono Haalat Me insaaf Karun ⚘3 ⌬ ➤ Khush Haali Aur Tang Dasti Dono Me Bich Ka Raasta Ekhtiyaar Karun ⚘4 ⌬ ➤ Jo Mujh Par Zulm Kare Ose Main Maaf Kar Dun ⚘5 ⌬ ➤ Jo Mujh se Apna Ta’alluq Tode Us Ke Saath Bhi Main Nek Sulook Karun ⚘6 ⌬ ➤ Main Ose Bhi Dun Jo Mujhe Nahi Deta hai ⚘7 ⌬ ➤ Jab Bolun To Allah Ka Zikr Karun ⚘8 ⌬ ➤Khamushi Ki Haalat Me uski Aayato Me Gaur o fikr Karun ⚘9 ⌬ ➤ Jab Main Kisi Chiz Ko Dekhun To Usse ibrat(Nasihat) Lun... 📚 Ziyaun Nabi,Vol:5,Page No.303 |
Share on |
0 Comments