Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Seerat E Mustafaﷺ Post:-50

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
Sᴇᴇʀᴀᴛ-E-Mᴜꜱᴛᴀꜰᴀﷺ
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 50 «
★ Aapﷺ Ki Wasiyat Aur Nasihat ★
•────────────────•
📑 Kitaab Aur Sunnat Par Amal Karne Aur Ahle Sunnat Wa Jamaa’at Ke Saath Rehne Ki Wasiyat...★↷

⚘⌬ ➤ isi Tarah Se Aap ﷺ Ne Ek Dusre Maqaam Par Farmaya Ki: Tum Log Musalmano Ki Badi Jama’at Ki Pairwi Karna Kyun Ki Jo Us Se Alag Hoga Woh Jahannam Me Daala Jaaega Aur Farmaya Ki Jo Shakhs Ek Baalisht Barabar Bhi Jama’at Se Alag Hua Usne Islam Ki Rassi Ko Apni Gardan Se Utaar Phenka Aur Farmaya Ki Mere Baad Aise Aise Log Honge Jab Tum Aise Logo Ko Dekho Jo Jama’at Se Alag Ho Rahe Ho To Tum Unhe Qatal Kar Do Kyun Ki Jama’at Se Alag Hone Wala Aisa Hai Jaise Meri Ummat Se Alag Ho Gaya BeshaK Allah Ki Madad Jama’at Ke Saath Hai Aur Jama’at Se Alag Hone Wale Ke Saath Shaitan Hai

📒 Shoabul Imaan,Hadees No.7106

⚘⌬ ➤ Khud Allah Ta’ala Ne Bhi Musalmano Ki Badi Jama’at Ke Saath Rehne Aur Sunnat Ki Pairwi Karne Hi Ko Sahi Raasta Qaraar Diya Jaisa Ki Allah Ta’ala Ne irshad Farmaya Ki Aur Jo Mokhaalifat Kare Rasool Ki is Ke Baad Ki Hidayat Zaahir Ho Chuki Aur Aam Musalmano Ke Raaste Ke Elawah Kisi Dusre Raaste Ki Pairwi Kare To Us Ko Ham Pher Denge Jidhar Woh Phira Aur Use Jahannam Me Daal Denge Aur Woh Kya Hi Buri Jagah Hai

📬 Surah Nisa,Aayat No.112-115 📘

⚘⌬ ➤ In Tamaam Aayat Aur Hadeeso Se Maloom Ho Gaya Ki Musalmano Ki Sab Se Badi Jama’at Ahle Sunnat Wa Jama’at Hi Ke Saath Rehne Me Bhalaai Hai is Ke Elawah Aur Koi Raasta Nahi Hai Jo insaan Ko Nijaat Dila Sake..

📝in Sha Allah Agli Post Jari Hai..
Share on
|

Post a Comment

0 Comments