بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 59 « ★ Bhai Aur Seerat-E-Mustafaﷺ ★ •────────────────• ⚘4⃣ ⌬ ➤ Hazrat-e-Anas Radhi Allaho Anho Bayan Karte Hain Ki Huzur ﷺ Ne irshad Farmaya Ki Tum Me Se Koi Bhi Shakhs Us Waqt Tak Mukammal imaan Wala Nahi Ban Sakta Jab Tak Ki Woh Apne Bhai Ke Liye Wahi Chiz Nahi Pasand Kare Jo Apne Liye Karta Hai 📬 Sahi Bukhari,Hadees No.13 📒 ⚘5⃣ ⌬ ➤ Hazrat-e-Anas Radhi Allaho Anho Bayan Karte Hain Ki Huzur ﷺ Ne irshad Farmaya Ki Tum Apne Bhai Ki Madad Karo Chaahe Woh Zaalim Ho Ya Mazloom Ek Shakhs Ne Arz Kiya Ya Rasoolallah ﷺ Agar Woh Mazloom Ho To Main Uski Madad Karunga Lekin Mujhe Ye Bataaiye Ki Agar Woh Zaalim Ho To Main Uski Madad Kaise Karunga?To Aap ﷺ Ne Farmaya Ki Use Zulm Karne Se Rok Kar.... 📬 Sahi Bukhari,Hadees No.2311 📚 |
Share on |
0 Comments