بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 64 « ★ Bhai Aur Seerat-E-Mustafaﷺ ★ •────────────────• ⚘⌬ ➤ Aapﷺ Ne irshad Farmaya Ki:Mukammal imaan Wale Momin Woh Hain Jo Apne Akhlaaq Mein Achchhe Hon Aur Tum Mein Sab Se Achhchha Woh Hai Jo Apni Biwiyo Ke Haq Mein Achhchha Hai 📬Tirmizi,Hadees No.1262📕 ⚘⌬ ➤ Aur Aapﷺ Ne irshad Farmaya Ki Koi Musalman Mard Kisi Musalman Aurat Se Dushmani Nahi Rakhe Agar Woh Kisi Ki Kisi Ek Aadat Se Naraaz Hota Hai To Uski Dusri Aadat Se Khush Ho Jaae 📬Sahi Muslim,Hadees No.1469📒 ⚘⌬ ➤ Hazrat-E-Moaawiya Bin Hidah Radhi Allaho Anho Bayan Karte Hain Ki Main Ne Huzurﷺ Se Puchha Ki Ya Rasoolallah ﷺ !Ham Mein Se Kisi Par Uski Biwi Ka Kya Haq Hai? To Aapﷺ Ne Farmaya Ki Jab Tum Khaao To Use Bhi Khilaao,Jab Tum Pehno To Use Bhi Pehnao,Us Ke Muh Par Nahi Maaro,Use Bure Lafz Nahi Kaho Aur Use Apne Se Alag Nahi Karo Magar (Sakht Zarurat Ho To)Ghar Hi Mein.. 📬Abu Dawood, Hadees No.2142📚 |
Share on |
0 Comments