بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 74 « ★ Padosi Aur Seerat-E- Mustafaﷺ ★ •────────────────• ⚘⌬ ➤ Apne Padosiyo Ko Apne Fitne Aur Bura’ee Se Mehfuz Rakhna,Unki izzat-o-Aabru Ka Khayal Rakhna ,Takleef o Musibat Mein Ek Dusre Ke Kaam Aana Har Padosiyo Ka Akhlaaqi Aur Deeni Fariza Hai Aur Hasbe Taufeeq Unki Madad Karna Rehmat E ilahi Ke Husool Ka Zariya Hai Aap ﷺ Ne Khud Zindagi Bhar Apne Padosiyo Ke Haq Ko Ada Farmaya Aur Apni Ummat Ko Bhi Yahi Taalim Diya Aur Un Ke Saath Galat Sulook Karne Ke Anjaam Se Daraya Yahan Par Padosi Ke Baare Mein Aap ﷺ Ki Kuchh Baatein Pesh Ki Jaati Hain ⚘1⃣ ⌬ ➤ Aap Sallallaho Alaihe Asallam Ne Farmaya ki Woh Jannat Mein Nahi Jaaega Jo Apne Padosi Ko Taklif Pahuchata Hai.. 📬 Muslim Hadees No.46 📚 |
Share on |
0 Comments