بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 78 « ⚘★ Garibo Ki Madad Aur Seerat E Mustafaصَلَّى الـلَّـهُ تَعَـالىٰ عَلـَيْـهِ وَسَلَّــم ⚘★ •────────────────• ⚘ ⌬ ➤ Har Jagah Par Kuchh Garib,Faqeer,Be Sahara Log Rehte Hain Jin Ko Logo Ki Madad Aur Sahaare Ki Zarurat Hoti Hai Huzurﷺ Ne Khud Aise Logo Ki Zindagi Bhar Madad Farmaya Aur Apne Paas Aane Wale Kisi Be Sahaara Ko Khaali Waapas Nahi Hone Diya Jaisa Ki Hazrat-E-Jaabir Bin Abdullah radhi Allaho Anho Bayan Karte Hain Ki Aisa Kabhi Nahi Hua Ki Rasoolalla Sallallaho Alaihe Wasallam Se Kisi Ne Kuchh Maanga Ho Aur Aapﷺ Ne “Nahi” Farmaya Ho, 📬 Sahi Muslim,Hadees No.2311📔 ⚘ ⌬ ➤ Hazrat-E-Anas Radhi Allaho Anho Bayan Karte Hain Ki Ek Shakhs Ne Huzur Sallallaho Alaihe Wasallam Se Do Pahaadon Ke Bich Mein Char Rahi Tamaam Bakriya Maangi To Aap Sallallaho Alaihe Wasallam Ne Use De Diya Woh Shakhs Apni Qaum Ke Paas Aaya Aur Kaha Aye Meri Qaum Ke Logo Islam Le Aao KyunKi Muhammad (ﷺ) itna Dete Hain Ki Phir Kisi Garibi Aur Faqeeri Ka Koi Dar Nahi Rehta Hai... 📬 Sahi Muslim,Hadees No.2312 📚 |
Share on |
0 Comments