بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 07 « ┄─┅━━━━━━┅─┄ ⚘SHARIAT E ISLAMI K MASAIL KI CHAND ISTELAAH’EIN..⊙➻┐ ⚘❂•➤ YE AMAL KARNA HAI JISKI IZAZAT HAI (DO’s In ISLAM) ⇩◑ ✫ 05 - MUSTAHAB ✫ ◑⇩ ⚘❂ ➤ Wo Kaam Jisko Karna Shariat Ki Nazar Me Pasandida Ho Aur Na Karne pe koi Gunaah Bhi Na Ho. Khwaah Rasool Allah ﷺ Ne Kiya Ho Ya iski Targeeb Di Ho Yaa Ulema E Saaliheen Ne isko Pasand Farmaya Ho isko Karne Pe Sawab Na Karne Pe Koi Gunaah Nahi Hatta K iske Na Karne Pe MAKROOH E Tanzihi Napasandida Amal Ka Bhi Hukm Nahi Lagega. ⇩◑ ✫ Example ✫ ◑⇩ ⚘❂ ➤ Waju Me Kibla Rooh Hoke Bethna, Milad ki Mehfil Munakkid Karna, Ya isaal e Sawab Karna, 3Ja 10wa 40wa, 11vi Manana uroos Manana Etc. Ye Tamam Amal MUSTAHAB Hai Kiya To Sawab Na Kiya To Gunaah Nahi. ⚘❂ ➤ Iski Daleel Me Hum Ek Hadees e Paak Pesh Kar Rahe Hai Mulahiza Kare. Hazrat Abdullah Ibn Masood رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se Rivayat Hai Ki Unhone Farmaya Jis Amal Ko Koi Momin Accha jaane wo amal Allah k Nazdeek Bhi Accha Hai Aur jis Amal Ko Momineen Bura Jaane Woh Allah k Nazdeek Bhi Bura Hai... 📗 References :(Imam Hakim Al Mustadrak Vol- 03, Pg : 83, Hadees : 4465) 📙 (Imam Tabrani Al Muajamul Kabir Vol : 09, Pg : 112, Hadees : 8583) 📕 (Imam Ahmad Ibn Hambal Al Musnad Vol : 01, Pg : 379 , Hadees : 3600) 📔 (Imam Abu Noem ne Al Hilyatul Aulia Vol : 01, Pg : 375) |
Share on |
0 Comments