بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 08 « ┄─┅━━━━━━┅─┄ ⚘ SHARIAT E ISLAMI K MASAIL KI CHAND ISTELAAH’EIN..⊙➻┐ ⚘❂•➤ YE AMAL KARNA HAI JISKI IZAZAT HAI (DO’s In ISLAM) ⇩◑ ✫ 06 - Mubaah ✫ ◑⇩ ⚘❂ ➤ Wo Amal Jiska Karna Aur Chod Dena Dono Ek Barabar Ho Karne Pe Koi Sawab Nahi Na Karne Pe koi Gunaah Nahi. ⇩◑ ✫ Example ✫ ◑⇩ ⚘❂ ➤ Computer, Mobile Ka Use, Lazeez Pakwaan, Behtareen Kapde Etc. inka Use Khana Pahen Na Pe Na koi Sawab Na Koi Gunaah Ye Aapki Apni Khwaish Par Hai Kiya To Thek Na Kiya To Bhi Koi Gunaah Nahi. ⚘❂ ➤ Ye Upar Bayan Kiye Amal ki istelah Aur Condition Aapne Samajhli Jinko Karne Ka Hukm Shariat e Islami Ne Diya Hai Aur Uski Bhi Apne Levels Hai Jo Bayan Kiye Ja Chuke Ab Dusri istelah iske Mukhalif Opposite Hai Wo Bhi Mulahiza Kare... |
Share on |
0 Comments