Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Akhlaaq-O-Aadaab Post No:-19

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
★ Akhlaaq-O-Aadaab ★
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 19 «
•─• islami Zindagi •─•

╭► Khushbu Lagaane Ka Bayan ⁀➷

─≽ Hazrat-e-Usman Nehdi radhi allaho anho Bayan Karte Hain Ki: Huzur Sallallaho alaihe wasallam Ne Farmaya ki:Jab Tum Mein Se Kisi Ko Khushbo Diya Jaae To inkaar Na Kare.Kyunki Woh Jannat Se Nikla Hai

✍(Tirmizi,Hadees No.2791)📘

─≽ Hazrat-E-Abu Hurairah radhi allaho anho Bayan Karte Hain ki: Huzur Sallallaho alaihe wasallam ne farmaya ki:Mardo ki Khushboo Woh Hai Jis Ki Khushboo Tez Aur Rang Chhupa Ho.Aur Aurato Ki khushboo Woh hai Jis Ka Rang Zaahir Aur Khushboo Halki ho.

✍(Tirmizi,Hadees No.2787)📕

─≽ Hazrat-E-Ashari radhi allaho anho Bayan Karte Hain ki: Huzur Sallallaho alaihe Wasallam Ne Farmaya ki:Beshak Woh Aurat Jis Ne Tez Khushboo Lagayi Phir Woh Kisi Qaum ke Paas Se Guzri Ki Woh Log Uski Khushboo Mehsoos Kare To Woh Zaaniya Hai(Yani Use Zina karne Ka Gunaah Hoga)

📙(Sunan Nisa’ee , Hadees No.5126)
📝in Sha Allah Post Jari Hai......
Share on
|

Post a Comment

0 Comments