بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 22 « •─• islami Zindagi •─• ╭► Sone Chandi Ke Zewaro Ke Ahkam Aur Masa’il ⁀➷ ─≽ Mas’ala:- Bajne Wale Zewaro Ka Pehan-na Sirf usi Waqt jaa’iz Hai Jab ki Woh Gair Muhram Mardo Ke Saamne Nahi Jaati ho.Jaisa ki Allah Ta’ala Ne Farmaya ki:Auratein Apna Singhaar Shauhar Ya Muhrim Ke Elawah Aur Kisi Par Bhi Zaahir Na Kare. ✍(Surah Noor,Aayat No.31)📕 ─≽ Aur irshad Farmaya Ki:Auratein Apna Pair Dhamak Kar Nahi Rakhe Ki Un Ka Chhupa Hua Singhaar Zaahir Ho. ✍( Surah Noor,Aayat No.31)📒 ─≽ Mas’ala:-Sone Chandi Ke Bartan Aur Dusri Chizein Jaise Kursi Palang Wagairah Ka istemaal Karna Jaise Mardo Ke Liye Haraam Hai Usi Tarah Se Aurato Ke Liye Bhi Haraam Hai.Huzur Sallallaho alaihe wasallam Ne Farmaya Ki:Jo Shakhs Sone Ya Chandi Ke Bartan Mein Khaata Ya Pita Hai Woh Apne Pet Mein Jahannam Ki Aag Bharta Hai. 📝(Sahi Muslim,Hadees No.2065)📙 |
Share on |
0 Comments