Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Akhlaaq-O-Aadaab Post No:-30

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
★ Akhlaaq-O-Aadaab ★
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 30 «
•─• islami Zindagi •─•

╭► Bhau ke Baal Banwane,Tattoo Karaane Aur Naqli Baal Lagwane Ka Mas’ala ⁀➷

─≽ Hadees:- Hazrat-E-Abdullah bin Mas’ood radhi allaho anho Ne Jab Ye Bayan Kiya ki:Tatto Karwane Wali,Bhau Ke Baal Nochne Aur Nochwane Wali Aur Khubsurati Ke Liye Daanto Ko Kushadah Karwane Wali Aurato Par Allah Ne la’nat Farmaya hai.To Qabila bani Asad Ki Ek Aurat Ne Kaha Ki Aap Aisi Baaten Kar Rahe Hain.Jab Ki is Me Se Kuchh Baaten To Aap Ki Biwi Ke Andar Bhi Paai Jaati Hain.Hazrat-E-Abdullah bin Mas’ood radhi allaho anho Ne Un Se Farmaya Ki Ghar Ke Andar Jaa Kar Meri Biwi Ko Dekh lo. Woh Ghar Me Gayi Aur Phir Wapas Aai To Aap Ne Puchha Ki Kya Dekha?Un Hone Kaha Ki Kuchh Nahi.To Hazrat-E-Abdullah bin Mas’ood radhi allaho anho Ne Farmaya ki:Agar Us Me Ye Baat Hoti To Mere Saath Nahi Rahti.(Yani Shari’at Ke Khilaaf Kaam Karne Wali Auraton Ke liye Mere Ghar Me Koi Gunjaaish Nahi Hai.)

✍(Sahi Muslim,Hadees No.4886)📘

─≽ in Hadeeso Se maloom Hua Ki Bhau Ke Baal Banana Ya Banwana, Tatto Karana, Insaano Ke Bane Hue Baalon Ki Chotiyan Sar Me Lagana Sakht Najaaiz Aur Gunah Hai.

─≽ Afsos! Aaj Musalman Auraten Ye Sab Kaam Khoob Shauq Se Karti Hain Magar un Ke Ghar Walo Ki Peshani Par Bal Bhi Nahi Aata.Balki is Ke Liye Woh Apne Ghar Ki Auratn ko Rupiya Aur Paise Bhi Dete Hain.Allah Paak Raham Farmaye……………………………Ameen..

📝in Sha Allah Post Jari Hai......
Share on
|

Post a Comment

0 Comments