بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 38 « •─• islami Zindagi •─• ╭► ⚘ Baithne Ka Tariqa ⁀➷ ─≽ Huzur Sallallaho alaihe wasallam Ne Farmaya Ki Agar Koi Shakhs Dhoop Me Baitha Ho Phir Wahan Par Saaya Aa Jaae Aur Us Ka Kuchh Hissa Dhoop Me Ho Jaae Aur Kuchh Saaya Me To Wahan Se Uth Jaae. ✍ (Abu Dawood,Hadees No.4821) 📗 ─≽ Kisi Bhi Majlis Me Baithne Ke Baad Allah Ta’ala Ki Hamd Karna Sunnat Hai Aur Begair Hamd Kiye Hue Us Majlis Se Uth Jaana Sunnat Ke Khilaaf Hai. ✍ (Abu Dawood,Hadees No.4855-56) 📙 ─≽ Huzur Sallallaho alaihe wasallam Ne Farmaya Ki Kuchh Kalme Hain.Jo Shakhs Kisi Majlis Se Faarig Ho Kar Un Ko 3 Martaba Padh Lega To Allah Ta’ala Us Ke Gunah Ko Mita Dega.Woh Kalme Ye Hain. ⚘ Subhanakallahumma wa bihamdika,Laa ilaaha illa anta Astagfiruka Wa Atuboo ilaika... 📝 Abu Dawood,Hadees No.4857 📚 |
Share on |
0 Comments