ISLAM AUR AATANKWAAD HAQIQAT KE AAINE ME
Post No. 3
🔶 Agar Ham Itihas Par Gehrai Se Nazar Dale To Ye Baat Bilkul Samne Aa Jati Hai Ki Aatankwad Ko Janm Dene Wale Har Daur Me Apne Hath-Per Ko Thakaate Rahe. Huzur ﷺ Ke Zamane Me Bhi Kabhi Ye Aatankwad Yahoodiyo Ke Hatho Hua, Kabhi Makka Ke Kafiro Ne Aatankwad Ke Putle Me Rooh phoonki, Munafiqo Ne Bhi Is Medan Me Badh Chadh Kar Hissa Liya.
🔶 Lekin Inme Se Kisi Aatankwadi Ko Achhe Din Nasib Nahi Huve. Makka Ke Aatankwadiyo Ki Kuvvat To Huzur ﷺ Ke Zamane Me Hee Fana Ho Gai Thi. Munafiqo Ko Allah Ta'ala Ne Hamesha Ke Liye Nist o Naabud Kar Diya Ke Jis Tarah Dinosour Ka Naam Sirf Kitabo Me Maujood Hai Kahiñ Uska Wujood Nahi Milta Usi Tarah Munafiqo Ka Sirf Naam Hee Baki Reh Gaya Wujood Ka Pata Nahi.
🔶 Ab Reh Gaye Yahoodi Aatankwadi To Hamesha Ke Liye Gumnami Aur Zillat Va Rusvayi Ke Gehre Gaddhe Me Gira Diye Gaye. Jaisa Ke Allah Ta'ala Irshad Farmata Hai:
Tarjuma:- *Aur Unpar Zillat Aur Gurbat Musallat Kar Di Gai Aur Vo Allah Ke Gazab Ke Haqdaar Ho Gaye.*
( Para 1, Aayat 61)
🔶 Magar Ek Kaum Esi Bhi Hai Jiski Hukumat Ka Maksad Kal Bhi Aatankwad Tha Aur Aaj Bhi Aatankwad Hai Aur Vo Hai Isai Kaum. Ye Baat Ham Yu Hee Nahi Keh Rahe Hai Balki Aage Chal Kar Ham Aap Ko Is Ke Aatankwad Ki Dastan Full Proof Ke Sath Sanayenge.
➡ Mazoon Jaari Rahega.
0 Comments