SAB UNSE JALNE WALOÑ KE GUL HO GAYE CHARAAG
◽◽◽◽◽◽◽
◽◽◽◽◽◽◽
SAWAAL:
zaid Huzoor sayyedi sarkaar Aala
hazrat ko nahi maanta... Par us
ka saara amal maslak e ahle
sunnat se hai...toh kya mahaz Aala Hazrat ko na maanne ki wajah se kya us par kisi tarah ka sharai hukm nafiz kiya jaa skta hai..??

JAWAAB:
✒NAAEB- E RASOOLE AAZAM MUJADDIDE AAZAM QUTBUL IRSHAAD HUJJATULLAAHI FIL ARDHEEN ASH SHAAN IMAAM AHMAD RAZA BARKATI fazile Bareilwi رضی الله تعالی عنہ ko Kis haisiyat se wo nahi manta?
✒NAAEB- E RASOOLE AAZAM MUJADDIDE AAZAM QUTBUL IRSHAAD HUJJATULLAAHI FIL ARDHEEN ASH SHAAN IMAAM AHMAD RAZA BARKATI fazile Bareilwi رضی الله تعالی عنہ ko Kis haisiyat se wo nahi manta?
1_ Ek AALIME DEEN hone ki haishiyat se??
ya azraahe HASAD bila wajah bughzo Inaad rakhta hai...
2 _WALI hone ki haisiyat se??
_Mujaddid hone ki haisiyat se??? Ya
_ phir radde "BAD MAZHABAA'n
karni ki wajah se ke ALAHAZRAT
ne GUSTAKHANE RISALAT aur
badmazabo'n ko kafiro murtad Ka
ZABARDAST RADD KIYA hai???
karni ki wajah se ke ALAHAZRAT
ne GUSTAKHANE RISALAT aur
badmazabo'n ko kafiro murtad Ka
ZABARDAST RADD KIYA hai???
*JAWAAB*
*(Jawab no 1⃣)*
Agar wo AALIME DEEN hone ki
wajah se SARKARE ALAHAZRAT
ko NAHI MAANTA hai k ALLAH TA'ALA ne unhe ILME DEEN se Malamaal Farmaya hai.
ya ALA HAZRAT ko is liye bura
kahta hai ke wo AALIM hai'n to
ye sareeh *"KUFR"* hai.....
"Jo log sahihul aqida Aur sahihul
amal AALIME DEEN ki
mukhaalifat karte hai'n wo haqiqat me HAAKINE SHARA' aur
NAAIB E RASOOL ki mukhalifat karte hai'n aur ye un ki halakat ka
sabab bane ga...
Hadees shareef me hai k;..
*"sarkare Aqdas صلى الله عليه وسلم ne farmaya k:*
*"AALIM bano
YA us se ILM HAASIL karne waala bano
ya us ki baat sunne wala bano ya, us se MUHABBAT karne wala bano aur 5waa'n mat bano ke HALAAK ho jaooge."*
(Tafseere Kabeer, vol:1,page:282)

Aur agar hasad ki wajah se bila
wajah AALIM se BUGHZ O INAAD
rakhte or us ki TEHQEER O
TAUHEEN karte hai'n to un logo'n
ke KUFR ka andesha hai..
Hazrat ALLAMA IMAM RAAZI
tahreer farmate hai'n ke;
"jis ne AALIME DEEN ko HAQEER
(zaleel) samjha us ne apne DEEN
ko HALAAK kar diya..."
(Tafseere Kabeer, vol:1,page:283)
wajah AALIM se BUGHZ O INAAD
rakhte or us ki TEHQEER O
TAUHEEN karte hai'n to un logo'n
ke KUFR ka andesha hai..
Hazrat ALLAMA IMAM RAAZI
tahreer farmate hai'n ke;
"jis ne AALIME DEEN ko HAQEER
(zaleel) samjha us ne apne DEEN
ko HALAAK kar diya..."
(Tafseere Kabeer, vol:1,page:283)
Aur ALA HAZRAT
radhiyAllaahuanhu tahreer farmate hai'n ke.."AALIME DEEN se BILA WAJAH BUGHZ O INAAD rakhne me bhi *"KHAOFE KUFR"* hai agarche inaanat na kare.."
(Fatawa Razawiyah, vol 10,page:571)
➡ Aur tahreer farmate hai'n k;
"Agar AALIME DEEN ko is liye bura kahta hai ke wo AALIME
DEEN hai jab to *SAREEH KAAFIR*
hai
➡ Aur agar bawaj'he ilm us ki ta'zaam
farz janta hai magar apni kisi
dunyaawi khasoomat ke baa'es bura kehta hai, gaali deta hai, tahqeer karta hai, to wo sakht *Faasiq o Faajir* hai.
➡ Aur agar be sabab ranj rakhta hai to
*MAREEZUL QALB, KHABEESUL BAATIL* hai. Aur us ke kufr ka andesha hai.."
(Fatawa Faizurrasool , vol:2,
page:667)
Is ke elawa bahut sari wa'eede'n
hai'n AALIME DEEN ki TEHQEER
O TAUHEEN karne me ya bura
bhala kahne par..
Or jab ek aalime din ko bura kahne par is qadar waede'n hai'n to wo AALIM jis ne hazaro'n ko aalim banaya, jis ne hazaro'n aalimo'n ko
RAAHE HIDAAYAT dikhaya...
"ALA HAZRAT ki SHAAN me 1
SHAA'ER KEHTA HY K;
*"Aalim hi sirf kehna kab shan hai TUMHAARI...*
*Tumne to jane kitne AALIM BANADIYE hai'n."*

Us ka aalam kya hoga
Is ki raushni me Ab wo tauhin
karne wala apna muhaasba
karle..............
*_: Jamea Nizamiya Salihat Kurla Mumbai._*
Is ki raushni me Ab wo tauhin
karne wala apna muhaasba
karle..............
*_: Jamea Nizamiya Salihat Kurla Mumbai._*
0 Comments