اَلصَّلٰوةُوَالسَّلَامُ عَلَيۡكَ يَاسَيِّدِۡي ياَرَسُوۡلَ اللهﷺ اَلصَّلٰوةُوَالسَّلَامُ عَلَيۡكَ يَاسَيِّدِۡي ياَحَبِيۡبَاللهﷺ |
💢 Sawaal :- Mufti Sahab Ek Bhai Ka Sawal Hai Rahnumayi Farmaye 👇 Jo Aurate Julus Me Shirkat Karti Hai Aur Julus Jaata Rahta Hai jo Road ke Kinaare Khade Rah kar dekhti Hai Un Ka Dekhna Kaisa Hai Aur Un Aurato Par Kya Hukm Ho ga Shariat ka Jawab Tafseel Me Denge Huzoor To bada karam hoga Jazakallah Khair ♐ Jawaab :- Aurat ki jagah ghar hai. Use bila uzr e sharai baaher nikalna Mana hai. To Bheed bhaad aur bazar me jana to aur sakht hukm rakhta hai k logo ki nazren us janib uthen aur shaitan behkaaye. 📝 *مفتى مقصــــود اختــر القـــادری* خادم الافتـــــاء رضوی امجدی دارالافتاء ۵۰/ نیو قاضی اسٹـــریٹ ممبئی ۴۰۰۰۰۳ Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi »«»«»«»«»«»«»«»« 50/ New Qazi Street Mumbai 400003. Apne Mobile pr Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami Post Padhne ke liye Dowanlod kare Maslak E AalaHazrat Android App Es link se https://paighame-raza.blogspot.com |
0 Comments