Sawal (1) :
Hazrat Namaz Mein Ya khaana khaate waqt topi pehna kaha se sabit hai kya Ye sunnat tarika hai ya sirf adab ke lihaz se hai ?

✍ Jawaab (1) :
Namaz me sar dhankne se Muta'lliq Huzoor sadrushshari'ah badruttariqah عليه الرحمة والرضوان irshad farmate hain
Susti se nange sar namaz padhna ya'ni topi pahanna bojh ma'loom hota ho ya garmi ma'loom hoti ho makrooh e tanzihi hai aur agar tahqeer namaz maqsood hai maslan namaz koi aisi muhtam bishshan chiz nahin jis ke liye topi amamah pahna jaaye to ye kufr hai aur khushu o khuzu ke liye sar barhana padhi to mustahab hai ....namaz men topi gir padi to utha lena afzal hai jab keh amal e kaseer ki haajat na pade warna namaz fasid ho jaayegi aur baar baar uthani pade to chhod de aur na uthane se khuzu maqsood ho to na uthana afzal hai
(Bahar e shari'at hissa 3 safah 171 makroohaat ka bayan)

Hadees shareef men hai sakar e aqdas صلی اللہ تعالی عليه وسلم irshad farmate hain keh hamare aur mushrikeen ke maa bain ye farq hai keh hamare hamare amaamah topiyo par hote hain
( tirmizi shareef /Bahar e shari'at hissa16 safah 41 libas ka bayan)

Maujoodah zamane men wahabi gair muqallid topi pahanne se inkar karte hain aur un ke baare men Aala hazrat azeemul barakat saiyyiduna imam ahmad raza fazil e barailvi رضى الله تعالى عنه irshad farmate hain
Gair muqallideen zamana bahukm e fuqha o tasreehaat e aamma e kutub e kutub e fiqhiyya kafir the hi .......aur tajarba ne sabit kar diya keh oh zaroor munkiraan e zarooriyaat e deen hain aur un ke munkiro ke haami o hamraah to yaqeenan qat'an ijma'an un ke kufr o irtedaad men shak nahin
(Fatawa razviyyah jild 3 safah 355)

Aur rahi baat khana khate waqt to ye khane ke Adaab se hai k Sar dhank kar khaya jaaye aur imam o topi pahenna Momin ki shan aur kuffar se imtiyaz ka ek Nishaan o Alaamat hai... wa-Allahu Ta'ala A'lam
─════──════──════─
مقصــــود اختــر القـــادری
خادم الافتـــــاء رضوی اجدی دارالافتاء
۵۰/ نیو قاضی اسٹـــریٹ ممبئی ۴۰۰۰۰۳
مقصــــود اختــر القـــادری
خادم الافتـــــاء رضوی اجدی دارالافتاء
۵۰/ نیو قاضی اسٹـــریٹ ممبئی ۴۰۰۰۰۳
(Mufti) Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
50/ New Qazi Street Mumbai 400003.
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
50/ New Qazi Street Mumbai 400003.
─════──════──════─
⤴ SAWAAL JAWAAB KE SESSION's KO SHURU SE PADHNE KE LIYE NICHE DI HUWI LINK PE CLICK KARE YAA FIR TELEGRAM PE JOIN KARE AUR Q/A SESSION HASIL KARE...
DONO HUBS KI LINK NEECHE MAUJOOD HAI ⤵

○●●●●●●●●●●●●○
0 Comments