*Sawal:👇🏼* Zaid Ne Ek Business Shuru Kiya. Jisme Uske Rishtedaron Ne Paisa Invest Kiye. |Zaid har mahine unko profit me unka hissa deta tha. (Unke paiso ke hisab se unka jitna profit hota tha wo) Ab zaid ke paise apne lendaro ke pass fas gaye. Usse apna business band karna pada. Ab zaid ke rishtedar apna paisa mang rahe hai. Aur zaid unhe dene se mana kar raha hai. Zaid ka kehna hai ke usne aapko Profit diya to jo loss hua usme bhi aapka hissa hona chahiye. Kiya zaid ka aisa kehna durust hai? *Jawab:👇🏼 * Karobar me Profit ke jitne percent par partner ke sath raza mandi ho jaaye, utna percent dena lazim hai aur Nuqsan hone par jiska jitna percent paisa laga hai, uska utna nuqsan mana jayega. ○●●●●●●●●●●●●○ *Khalifa-E Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi*○●●●●●●●●●●●●○ *Apne Mobile pr Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabik islami wa islaahi Post Padhne ke liye Dowanlod kare Maslak E AalaHazrat Android App Es link se* https://paighame-raza.blogspot.com
|
0 Comments