Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Post:-05 Aqeeda AllaH Ta’aLa ke Baare Main

بــــــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصَّلٰوةُوَالسّلَامُ عَلَـي٘كَ يَاسَيِّدِۡي يَارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
Aqaid E AhleSunnat 🄿🄾🅂🅃➫ 05
↡Aqeeda AllaH Ta’aLa ke Baare Main↡ 
    •─────────────•
⚘ ⌬ ➤ Aur aisi aayaton ke baare me Allah ta’ala ne yahi hukm diya hai ki ham us par imaan laa’en aur us ki taaweel aur matlab nikalne ke pichhe na paden Allah paak irshad farmata hai,
ہُوَ الَّذِیۡۤ اَنۡزَلَ عَلَیۡکَ الْکِتٰبَ مِنْہُ اٰیٰتٌ مُّحْکَمٰتٌ ہُنَّ اُمُّ الْکِتٰبِ وَاُخَرُ مُتَشٰبِہٰتٌ ؕ فَاَمَّا الَّذِیۡنَ فیۡ قُلُوۡبِہِمْ زَیۡغٌ فَیَتَّبِعُوۡنَ مَا تَشَابَہَ مِنْہُ ابْتِغَآءَ الْفِتْنَۃِ وَابْتِغَآءَ تَاۡوِیۡلِہٖ ۚ؃ وَمَا یَعْلَمُ تَاۡوِیۡلَہٗۤ اِلَّا اللہُ ۘؔ وَالرّٰاسِخُوۡنَ فِی الْعِلْمِ یَقُوۡلُوۡنَ اٰمَنَّا بِہٖ ۙ کُلٌّ مِّنْ عِنۡدِ رَبِّنَا ۚ وَمَا یَذَّکَّرُ اِلَّاۤ اُولُوا الۡاَلْبَابِ ﴿۷﴾ رَبَّنَا لَا تُزِ غْ قُلُوۡبَنَا بَعْدَ اِذْ ہَدَیۡتَنَا وَہَبْ لَنَا مِنۡ لَّدُنۡکَ رَحْمَۃً ۚ اِنَّکَ اَنۡتَ الْوَہَّابُ ﴿۸﴾ [سورہ آل عمران:7.8]
⚘ Tarjuma ⌬ ➤ Wahi hai jis ne aap par kitab (Quran) naazil farma’ee jis me kuchh aayaten MOHKAM (Yani saaf saaf maane wali) hain wahi aayaten kitab ki bunyaad hain aur dusri kuchh aayaten MUTASHABEH hain (jin ke kai maane aur matlab ho sakte hain) To woh log jin ke dilon me terha-pan hai us me se(Yani Quran me se) un aayaton ke pichhe padte hain jo Mutashabehaat me se hain, fitna phailane aur asal muraad ke bajaae mann pasand muraad lene ke maqsad se,aur uski asal muraad ko Allah ke siwa koi nahi jaanta, aur ilm me pukhtagi rakhne wale kehte hain ki ham us par imaan laae Saari kitab hamare rab ki taraf se utri hai Nasihat sirf aqal wale hi maante hain aur(Kaamil ilm wale dua karte hain ki) Aye hamare Rab hamare dilon me terha’pan paida na kar is ke baad ke tune hame hidayat ata kiya aur hame khaas apni taraf se rahmat ata farmaa, beshak tu hi bahut ata farmane wala hai..✍
       📬 SuraH Aal-e-imran,Aayat :7.8 📒

📝Post Jari Hai....ان شاء الله تعالیٰ


Share on: |


Post a Comment

0 Comments