اَلصَّلٰوةُوَالسّلَامُ عَلَـي٘كَ يَاسَيِّدِۡي يَارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
Aqaid E AhleSunnat 🄿🄾🅂🅃➫ 06 ↡Aqeeda AllaH Ta’aLa ke Baare Main↡ •─────────────• ⚘ NOTE ⌬ ➤ Kuch log bol chaal me Allah Ta’ala ko upar wala keh dete hain aur kuchh log Allah miya keh dete hain In dono lafzon ka Allah ta’ala ke liye istemal karna durust nahi hai,Upar wala kehna is liye durust nahi hai ki Allah Ta’ala Upar, niche,daae aur baae hone se paak hai Aur miya kehna is liye sahi nahi hai ki lafz “Miya” ka lugat (dictionary) me ka’ee maana hota hai 1 ➧ Shauhar 2 ➧ Buzurg 4 ➧ Zina ka dalaal ⚘ ⌬ ➤ In teeno maane me sirf ek maana sahi hai baqi do mana Allah Ta’ala ki shaan ke khilaaf hai aur Allah wa rasool ki shaan me koi bhi aisa lafz jo kisi bhi etebaar se galat ho us lafz ka istemaal karna sakht mana hai is liye hame Allah Ta’ala ki shaan me aise alfaaz istemaal karne se bahut door rehna chahiye..✍ 📝Post Jari Hai....ان شاء الله تعالیٰ |
0 Comments