Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Seerat-E-Mustafaﷺ Post:-06

بــــــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ

Sᴇᴇʀᴀᴛ-E-Mᴜꜱᴛᴀꜰᴀﷺ

» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 06 «

⚘ Mukhtasar Seerat E Mustafa ﷺ
•───────────────•

⚘ ⌬ ➤ Wiladat ka Pachchiswa (25th) Saal↷
Aap ﷺ ne 25 saal ki umr me Hazrat Khadija radhi allaho anha se nikah farmaya us waqt Hazrat Khadija radhi allaho anha ki umar 40 saal ki thi aur woh bewa thi Jab tak Hazrat khadija zinda rahi Aap ﷺ ne dusra nikah nahi farmaya Aap ﷺ ki tamaam biwiyon ke naam ye hain

 ⚘ ⌬ ➤ Aap ﷺ ki Biwiyan..★↷
 1 ➧ Hazrat e Khadija
 2 ➧ Hazrat e Saudah
3 ➧ Hazrat e Ayesha
 4 ➧ Hazrat e Hafsa
 5 ➧ Hazrat e Umme Salma
 6 ➧ Hazrat e Umme Habiba
 7 ➧ Hazrat e Zainab bint e Jahash
 8 ➧ Hazrat e Zainab bint e Khuzaima
 9 ➧ Hazrat e Maimoonah
10➧Hazrat e Juwai-riyah
11➧ Hazrat e Safiyah radhi allaho anhunna

 ⚘ ⌬ ➤ Aap ﷺ ki Baan’diyaan..★↷
 1 ➧ Hazrat e Mariya Qibtiya
 2 ➧  Hazrat e Rehana
 3 ➧  Hazrat e Nafisa radhi allaho anhunma..

📝Pᴏꜱᴛ Jᴀᴀʀɪ Hᴀɪ....ان شاء الله تعالیٰ
Share on
|

Post a Comment

0 Comments