Sᴇᴇʀᴀᴛ-E-Mᴜꜱᴛᴀꜰᴀﷺ» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 24 «⚘ Aapﷺ Ke Roze •────────────• ⚘Shawwal ke Roze ⌬ ➤ Hazrat-e-Abu Ayyub Ansaari radhi allaho anho Bayan Karte Hain Ki Huzurﷺ Ne Farmaya Ki Jis Shakhs Ne Ramazan Ke Roze Rakha Aur Phir Os Ke Baad Shawwal Ke 6 Roza Rakha To Ose Hamesha Roza Rakhne Ka Sawab Milega. 📬 Sahi Muslim,Hadees No.1164 📕
⚘NOTE ⌬ ➤ Ye Roze Ek Saath 6 Bhi Rakh Sakte Hain Aur Alag Alag Bhi Rakha Jaa Sakta hai.
⚘Arfa Yani 9wi Zilhaj ka Roza ⌬ ➤Hazrat-e-Abu Qatada radhi allaho anho Bayan Karte Hain Ki Huzurﷺ Ne Farmaya ki Arfa Ke Din Roza Rakhne Se Allah Ta’ala Ek Saal Pehle Aur Ek Saal Baad ke Gunaho Ko Maaf Farmaa Deta Hai. 📬 Sahi Muslim,Hadees No.1162 📒
⚘NOTE ⌬ ➤ Ye Roza Haajiyo Ke Liye Rakhna Behtar Nahi Kyunki Aapﷺ Ne Apne Hajj Ke Waqt Ye Roza Nahi Rakha۔ 📬 Sahi Muslim,Hadees No.1123 📘
⚘ ⌬ ➤ Aur Ek Hadees Me Hai ki Haajiyo ke Liye Aapﷺ Ne is roza Se Mana Bhi Farmaya.. 📬 Abu Dawood,Hadees No.2440 📚 📝Pᴏꜱᴛ Jᴀᴀʀɪ Hᴀɪ....ان شاء الله تعالیٰ |
0 Comments