Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Seerat E Mustafaﷺ Post:-44

بــــــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ

Sᴇᴇʀᴀᴛ-E-Mᴜꜱᴛᴀꜰᴀﷺ

» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 44 «

 ❢ ★ Aapﷺ ka Husne Akhlaaq ★ ❢
•────────────────•

⚘⌬ ➤ Aapﷺ Ne Achchhe Akhlaaq Ke Baare Me Farmaya ki Beshak Aadmi Apne Achchhe Akhlaaq Ki Wajah Se, Hamesha Roza Rakhne Aur Raaton Ko Uth Ke Namaz Padhne Wale Ke Darje Tak Pahunch Jata Hai
📬 Tirmizi, Hadees No. 2003 📒

⚘⌬ ➤ Aur Aapﷺ Ne Farmaya ki Beshak Tum Me Se Qayamat Ke Din Mujh Se Ziyadah Qareeb Aur Meri Nazar Me Ziyadah Pasandida Woh log Honge Jin Ke Akhlaaq Achchhe Honge,Aur Bak Bak Karne Aur Zuban Darazi Karne Aur Ghamand Karne Wale Log Qayamat ke Din Mujhse Bohut Door Honge
📬 Tirmizi, Hadees No.2018 📗

⚘⌬ ➤ is liye Hame Ahhchhe Akhlaaq Apna na Chahiye Aur Bure Akhlaaq Se Bachna Chahiye Taaki Ham Huzurﷺ Se Qareeb Ho Sake..

📝in Sha Allah Agli Post Jari Hai..
Share on
|

Post a Comment

0 Comments