Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Seerat E Mustafaﷺ Post:-67

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
Sᴇᴇʀᴀᴛ-E-Mᴜꜱᴛᴀꜰᴀﷺ
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 67 «
★ Malik Aur Seerat-E-Mustafaﷺ ★
•────────────────•
⚘⌬ ➤ Gulamo,Naukaro Aur Mazduro Ke Baare Mein Aap ﷺ Ki Hidayat Jis Tarah Aap ﷺ Ne Khud Apne Gulamo Aur Khadimo Ko Saath Achhchha Sulook Kiya Usi Tarah Apni Ummat Ko Bhi is Ki Hidayat Farmaya

⚘1⃣ ⌬ ➤ Aap ﷺ Ne Farmaya Ki Tumhari Khidmat Karne Wale Tumhare Bhai Hain Jinhe Allah Ta’ala Ne Tumhare Niche Kar Diya Hai To Har Woh Shakhs Jis Ke Niche Us Ka Bhai Ho Use Wahi Khilaae Jo Khud Khaata Hai Aur Use Waisa Hi Pehnaae Jaisa Khud Pehanta Hai Aur Us Par Kaamo Ka itna Zyada Bojh Nahi Daale Ki Woh Nahi Kar Sake Aur Agar Daale To Us Ke Kaam Mein Madad Kare

📬 Tirmizi,Hadees No.1945 📔

⚘2⃣ ⌬ ➤ Hazrat-E-AbdullaH Bin Umar Radhi allaho Anhuma Bayan Karte Hain Ki Ek Shakhs Huzur ﷺ Ke Paas Aaya Aur Arz Kiya Ya Rasoolallah ﷺ Main Apne Khaadim Ko Kitni Baar Maaf Karun? To Aap ﷺ Khamoosh Rahe Phir Unhone Kaha Ya Rasoolallah ﷺ Main Apne Khaadim Ko Kitni Baar Maaf Karun? To Aap ﷺ Ne Farmaya Ki Har Din 70 Baar...

📬 Tirmizi,Hadees No.1949 📚

📝in Sha Allah Agli Post Jari Hai..
Share on
|

Post a Comment

0 Comments