بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 01 « ┄─┅━━━━━━┅─┄ Kisi Bi Musalman Ke Liye Uska Sab Se Qimti Maal Aur Qimti Chiz Uska Imaan Hai Uska Imaan Aur Uska Pakka Aqida Use islam Se Sarfaraz Karta Hai Aur ALLAH WA RASOOL ﷺ Ki Raza Wa Khushnudi Aur Hamesha Baaki Rahne Wali Sarmadi Ne'matoñ Ka Haqdar Banata Hai . Yahi Uska Acha Aqida Jannat Ko Haasil Karne Aur Dozakh Se Chhut'kare Ka Sabab Hai. Yaani Hashr K Baad Na Khatam Hone Waali Hamesha Ki Zindagi Ke Haal Ka Durust Hona Aqaid Par ( Mauqoof ) Hai . ● Hazrat E Ambiya E Kiraam عليهم الصلاة والسلام Daawat E Imaan Dete Rahe Khush Naseeb Khuda K Bande Unki Daawat Par Labbaik Kahte Huwe Khuda Ki Rahmat K Daman Se Judte Gaye Khaliq E kainat Ki Taraf Se Khuda Se Jude Huwe Bando Ko Jahan Dusre Muqaddas Farmano se Sarfaraz Farmaya Gaya . Wahi khuda Wand E Zeeshaan Kisi Bi Musalman Ke Liye Uska Sab Se Qimti Maal Aur Qimti Chiz Uska Imaan Hai Uska Imaan Aur Uska Pakka Aqida Use islam Se Sarfaraz Karta Hai Aur ALLAH WA RASOOL ﷺ Ki Raza Wa Khushnudi Aur Hamesha Baaki Rahne Wali Sarmadi Ne'matoñ Ka Haqdar Banata Hai . Yahi Uska Acha Aqida Jannat Ko Haasil Karne Aur Dozakh Se Chhut'kare Ka Sabab Hai. Yaani Hashr K Baad Na Khatam Hone Waali Hamesha Ki Zindagi Ke Haal Ka Durust Hona Aqaid Par ( Mauqoof ) Hai . ● Hazrat E Ambiya E Kiraam عليهم الصلاة والسلام Daawat E Imaan Dete Rahe Khush Naseeb Khuda K Bande Unki Daawat Par Labbaik Kahte Huwe Khuda Ki Rahmat K Daman Se Judte Gaye Khaliq E kainat Ki Taraf Se Khuda Se Jude Huwe Bando Ko Jahan Dusre Muqaddas Farmano se Sarfaraz Farmaya Gaya . Wahi khuda Wand E Zeeshaan عزّ وجلّ Ki Taraf Se Imaan Walo K liye Saabit Qadam Rahne Ke Khususi Hukm Tasreef Laye Farman Huwa. Tarjama :- Aye Imaan Walo Imaan Par Saabit Qadam Raho. 📚 Suratu Nisa 136 |
Share on |
0 Comments