بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 75 « ★ Padosi Aur Seerat-E-Mustafaﷺ ★ •────────────────• ⚘2⃣ ⌬ ➤ Aap Sallallaho AlaihE Wasllam Ne irshad Faramaya Ki Woh Momin Nahi Jo Khud Pet Bhar Ke Khaae Aur Uska Padosi Uske Bagal Mein Bhuka Rahe 📬Al-Mustadrak Hadees No.7307📔 ⚘3⃣ ⌬ ➤ Aap Sallallaho Alaihe Wasallam Ne Farmaya Allah Ke Nazdeek Saathiyo Mein Woh Behtar Hai Jo Apne Saathi Ka Khair Khaa Ho Aur Padosiyo Mein Allah Ke Nazdeek Woh Behtar Hai Jo Apne Padosiyo Ka Khair Khaa Ho 📬 Tirmizi,Hadees No.1944 📘 ⚘4⃣ ⌬ ➤ Aap Sallallaho Alaihe Wasallam Ne irshad Farmaya Ki Jo Ye Pasand Karta Ho Ke Allah Aur Uske Rasool Us Se Muhabbat Kare To Use Chahiye Ke Woh Sach Bole, Amanat Ada Kare Aur Apne Padosiyo Ko Takleef Na Pahuchaae... 📬Sh’abul imaan,Hadees No.9104📚 |
Share on |
0 Comments