بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 84 « ★ Tijaarat Aur Seerat-E-Mustafaﷺ ★ •────────────────• ⚘ ⌬ ➤ Hazrat-E-Hakim Bin Huzaam Radhi Allaho Anho Bayan Karte Hain Ki Nabi Kareem Sallallaho Alaihe Wasallam Ne irshad Farmaya Ki Kharidne Aur Bechne Wale Agar Dono Sach’cha’ee ikhtiyar Karte Hain Aur Har Baat Khol Khol Kar Bata Dete Hain To Un Ke Kharidne Aur Bechne Mein Barkat Hoti Hai Aur Agar Kuchh Chhupate Hain Ya Jhoot Bolte Hain To Un Ki Kharidaari Aur Bikri Ki Barkat Khatam Kar Di Jaati Hai 📬 Sahi Bukhari,Hadees No.2082 📒 ⚘ ⌬ ➤ Aap Sallallaho Alaihe Wasallam Ne Ek Baar irshad Farmaya Ki Har Musalman Ek Dusre Ka Bhai Hai To Tum Apne Bhai Se Aisi Chiz Na Becho Jis Mein Aib(Fault) Ho Magar Us Ko Bata Kar.. 📬 Ibn-E-Majah,Hadees No.2246 📚 |
Share on |
0 Comments