بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 08 « •─• Eik Momin Ka Kirdar •─• ╭► Khaana Khaane Ki Sunnatein ⁀➷ ─≽ (5) Khaane ke bBad Allah Ta’ala ki Taarif karna. Hazrat-e-Anas radhi allaho anho bayan karte hain ki:Huzur Sallallaho alaihe wasallam ne farmaya ki:Allah Ta’ala us bande se khush hota hai jo kuchh khaata hai ya pita hai to us ke baad Allah Ta’ala ki hamd yani taarif karta hai. ✍(Sahi Muslim,Hadees No.2724.Tirmizi,Hadees No.1816)📕 ─≽Hazrat-e-Abu Sa’eed khudri radhi allaho anho bayan karte hain ki:Huzur Sallallaho alaihe wasallam khaane ke baad ye dua padhte the. 🤲🏻ﺍَﻟۡﺤَﻤۡﺪُﻟِﻠّٰﮧِ ﺍﻟَّﺬِﯼۡ ﺍَﻃۡﻌَﻤَﻨَﺎﻭَﺳَﻘَﺎﻧَﺎﻭَﺟَﻌَﻠَﻨَﺎﻣِﻦَ ﺍﻟۡﻤُﺴۡﻠِﻤِﯿۡﻦ 🤲🏻(Alham do lillah hilla-Zee At Amana wa saquana waja ‘alana minal Muslimeen.). 📝(Abu Dawood,Hadis No.3850)📘 |
Share on |
0 Comments