Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Hukm E Shariyat Post:-10

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
★•⊰ Hukm E Shariyat in islam ⊱•★
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 10 «
┄─┅━━━━━━┅─┄
⚘ SHARIAT E ISLAMI K MASAIL KI CHAND ISTELAAH’EIN..⊙➻┐​​

⚘❂•➤ WO AMAL JO NAHI KARNA HAI JISKI IZAZAT NAHI HAI (Dont’s In ISLAM)

⇩◑⚘ 08 - MAKROOH E TEHREEMI ⚘◑⇩

⚘❂ ➤ Wo Kaam Jo Shariat Ki Jinni Daleel Se Saabit Ho Jisko Nabi E Karim Ne Mana Farma Diya Ho Jisko Chodna Laazim Hai iska Ek Martaba Bhi Kasdan Karne Waala Fasik Aur Jahannami Hai. Iska Darja Haraam Se Thoda Kam Hai Magar Chand Baar Karne se Gunaah E Kabira Hai. Ye Bilkul Opposite hai WAJIB K Goya K Wajibat Ko Chod Dena MAKROOH E TEHREEMI HAI.

⇩◑ ✫ Example ✫ ◑⇩

⚘❂ ➤ Namaz e Esha Ki 3 Witr Chod Dena, Juma Ka Khutba Na Sun Na, Etc. Ye Makrooh E Tahreemi Me Aayga...

📝in Sha Allah Post Jari Hai......
Share on
|

Post a Comment

0 Comments