Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Hukm E Shariyat Post:-11

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
★•⊰ Hukm E Shariyat in islam ⊱•★
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 11 «
┄─┅━━━━━━┅─┄
⚘ SHARIAT E ISLAMI K MASAIL KI CHAND ISTELAAH’EIN..⊙➻┐​​

⚘❂•➤ WO AMAL JO NAHI KARNA HAI JISKI IZAZAT NAHI HAI (Dont’s In ISLAM)

⇩◑ ✫ 09 - ISA’AT ✫ ◑⇩

⚘❂ ➤ Wo Jiska Karna Bura Hai Kabhi ittefakiya Kar Lena Waala Laeeke Itaab hai (Yaani Ek Do Dafa Hua To Gunaah Nahi) Aur Adat Bana Lene Waala Mustahik E Aazab. Ye Opposite Hai Bilkul Sunnat e Moekaddah Ki.

⇩◑ ✫ Example ✫ ◑⇩

⚘❂ ➤ Fazar Ki Namaz Me 2 Rakat Sunnat, Zohar Me 4 Sunnat , Magrib Ki 2 Sunnat, Namaz E Esha Ki 2 Sunnat E Muakkadah Hai isko Ek Se Do Baar Na Padha Kisi Wajah Se To Gunaahgaar Nahi Par Hamesha Ki Adat Bana Li To Mustahik E Azaab Hoga...

📝in Sha Allah Post Jari Hai......
Share on
|

Post a Comment

0 Comments