Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Akhlaaq-O-Aadaab Post No:-36

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
★ Akhlaaq-O-Aadaab ★
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 36 «
•─• islami Zindagi •─•

╭► ⚘ Baithne Ka Tariqa ⁀➷

─≽ Baithna Har Tariqe Se Jaa'iz Hai Siwae Ek Tariqa Ke, Woh Ye Hai Ki Admi Apna Baayan Haath Apni Pith Par Rakh Le Aur Daahine Haath Ki Hathili Par Tek Laga Kar Baithe.Huzur Sallallaho Alaihe Wasallam Ne Farmaya Ki is Tarah Se Baithna Un logon Ka Tariqa Hai Jin Par Allah Ta’ala Ka Gazab Hua.

✍ [Abu’Dawood,Hadess No.4848] 📙

─≽ Begair kisi Zarurat Ke Sadkon Ke Kinare Par Baithna Durust Nahi Hai Kyunki Huzur sallallaho alaihe wasallam Ne is Se Mana Farmaya Aur irshad Farmaya Ki Agar Kisi Wajah Se Baithna Hi Pad Jaae To Raaste Ka Haq Ada Karo.Sahaba Ne Puchha Ki Raaste Ka Kya Haq Hai? To Aap sallallaho alaihe wasallam Ne Farmaya Ki : Nigahon Ko Niche Rakhna.Taklifon Ko Door Karna.Salaam Ka Jawab Dena Aur Achchhi Baaton Ka Hukm Dena Aur Buri Baaton Se Rokna.

📝[Sahi Bukhari Hadees No.2465] 📘

📝in Sha Allah Post Jari Hai......
Share on
|

Post a Comment

0 Comments