Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Akhlaaq-O-Aadaab Post No:-37

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
★ Akhlaaq-O-Aadaab ★
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 37 «
•─• islami Zindagi •─•

╭► ⚘ Baithne Ka Tariqa ⁀➷

─≽ Pahle Se Baithe Hue Kisi Shakhs Ko Utha Kar Uski Jagah Par Baithna Durust Nahi Hai.Isi Tarah Se Pahle Se Baithe Hue Do Shakhson Ke Bich Me Baith Jaana Bhi Mana Hai.

✍ (Abu Dawood,Hadees No.4844) 📕

─≽ Jab Koi Shakhs Kahin Par Baitha Hua Ho Aur Thodi Der Ke Liye Uth Kar Kahin Jaae To wapas aane ke baad us Jagah Ka Haqdaar Wahi Shakhs Hai.

✍ (Sahi Muslim,Hadees No.2179) 📗

─≽ Majlis Me Jab Bahut Saare Log Baithe Hon Aur Aane Wale Ke Liye Jagah Na Ho To Us Surat Me Khasak kar Jagah Banana Aur use Jagah Dena Sunnat Hai..

📝 ( Bukhari , Muslim ) 📔

📝in Sha Allah Post Jari Hai......
Share on
|

Post a Comment

0 Comments