بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 42 « •─• islami Zindagi •─• ╭► Chhink Aur Jamahi ke Masa’il ⁀➷ ─≽ Nabi Kareem Sallallaho alaihe wasallam Ne Farmaya ki Beshak Chhink Allah Ta’ala Ko Pasand Hai Aur Jemahi Pasand Nahi Hai.Is Liye Jab Kisi Ko Jemahi Aaye To Jahan Tak Ho Sake Us Ko Roke Aur Muh Khol Kar ''Haa,Haa'' Na Kare.Kyunki is Se Shaitan Khush Hota Hai. (Kyunki ye Gaflat Aur Susti Ki Dalil Hai.) ✍[Abu’dawood,Hadees No5028]📘 ─≽ Mas’ala:- Jab Kisi Ko Chhink Aae To Use Chahiye Ki woh ''Al-hamdulillahi ala Kulli Haal'' Kahe.Aur Sun’ne Wala Us Ke Jawab Me. ''Yarhamukallah'' Kahe.To Phir Chhinkne Wala. ''Yahdi Kumullah wa yuslihu baalakum'' kahe. 📝[Sahi Bukhari,Hadees No. 6334]📕 |
Share on |
0 Comments