👉 Sms prepared by 👈
*ⓩⓔⓑⓝⓔⓦⓢ*
*हिन्दी/hinglish* *आसारे क़यामत-16*
*हश्र का बयान*
*ⓩ अब जब कि शफाअत का ज़िक्र आ ही गया है तो कुछ इस पर भी रौशनी डालता चलूं,अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त क़ुर्आन में इरशाद फरमाता है कि*
*कंज़ुल ईमान* - क़रीब है कि तुम्हे तुम्हारा रब ऐसी जगह खड़ा करे जहां सब तुम्हारी हम्द करें
📕 पारा 15,सूरह बनी इस्राईल,आयत 79
*ⓩ बुखारी शरीफ की रिवायत है कि हुज़ूर से पूछा गया कि मक़ामे महमूद क्या है फरमाया कि वो शफाअत है*
*कंज़ुल ईमान* - और बेशक क़रीब है कि तुम्हारा रब तुम्हे इतना देगा कि तुम राज़ी हो जाओगे
📕 पारा 30,सूरह वद्दोहा,आयत 5
*तफसीर* - हदीसे पाक में आता है कि जब ये आयत उतरी तो इस पर हुज़ूर फरमाते हैं कि अगर मेरा रब मुझे राज़ी करना चाहता है तो मैं उस वक़्त तक राज़ी ना होऊंगा जब तक कि मेरा एक भी उम्मती जहन्नम में रहेगा
📕 खज़ाएनुल इरफान,सफह 708
*कंज़ुल ईमान* - और ऐ महबूब अपने खास और आम मुसलमान मर्दों और औरतों के गुनाहों की माफी मांगो
📕 पारा 26,सूरह मुहम्मद,आयत 19
*ⓩ सोचिये कि खुदा खुद फरमा रहा है कि ऐ महबूब मुझसे अपने चाहने वालों की बख्शिश करवाओ और शफ़ाअत किस चीज़ का नाम है*
*कंज़ुल ईमान* - और जब वो अपनी जानो पर ज़ुल्म कर लें तो ऐ महबूब तुम्हारे हुज़ूर हाज़िर हों फिर अल्लाह से माफी चाहें और रसूल उनकी शफाअत फरमायें तो ज़रूर अल्लाह को बहुत तौबा क़ुबूल करने वाला मेहरबान पायें
📕 पारा 5,सूरह निसा,आयत 64
*तफसीर* -आपकी वफाते अक़दस के बाद एक आराबी आपकी मज़ार पर हाज़िर हुआ और रौज़ये अनवर की खाक अपने सर पर डालकर यही आयत पढ़ी और बोला कि या रसूल अल्लाह सल्लललाहु तआला अलैहि वसल्लम मैंने अपनी जान पर ज़ुल्म किया अब मैं आपके हुज़ूर अल्लाह से माफी चाहता हूं मेरी शफाअत कराईये तो रौज़ये अनवर से आवाज़ आई कि जा तेरी बख्शिश हो गयी
📕 खज़ाएनुल इरफान,सफह 105
*ⓩ इतना तो बद अक़ीदा भी मानता ही है कि क़ुर्आन का हुक्म सिर्फ हुज़ूर सल्लललाहु तआला अलैहि वसल्लम के ज़माने मुबारक तक ही महदूद नहीं था बल्कि वो क़यामत तक के लिए है तो जब क़यामत तक के लिए उसका हर कानून माना जायेगा तो ये क्यों नहीं कि हुज़ूर से शफाअत कराई जाये,क्या मआज़ अल्लाह खुदा ने क़ुर्आन में ये कहा है कि मेरे महबूब की ज़िन्दगी तक ही उनकी बारगाह में जाना बाद विसाल ना जाना बिल्कुल नहीं तो जब रब ने ऐसा कोई हुक्म नहीं दिया तो फिर अपनी तरफ से दीन में हद से आगे बढ़ने की इजाज़त इनको कहां से मिली,और ग़ौर कीजिये कि गुनाह किसका किया रब का,तो माफी किस्से मांगेगे रब से फिर ये नबी बीच में कहां से आ गये,खुदा ये भी तो फरमा सकता था कि मुझसे माफी मांगो मैं माफ कर दूंगा,मगर वो तो नबी की बारगाह में भेज रहा है कि नबी उस गुनहगार की शफाअत करें तो बेशक मैं उसे बख्श दूंगा,मगर अन्धे वहाबियों को ये आयतें नहीं दिखती,खैर मौला हिदायत अता फरमाये अब देखिये इससे बहुत सारे मसले हल हुए*
1.सालेहीन का वसीला लेना जायज़ है
2.उनसे शफाअत की उम्मीद रखना जायज़ है
3.बाद विसाल उनकी मज़ार पर जाना जायज है
4.उन्हें लफ्ज़े *या* के साथ पुकारना जायज़ है
5.वो अपनी मज़ार में ज़िंदा हैं
6.और सबसे बड़ी बात कि वो बाद वफात भी मदद करने की क़ुदरत रखते हैं
*कंज़ुल ईमान* - और जब उनसे कहा जाये कि आओ रसूल अल्लाह सल्लललाहु तआला अलैहि वसल्लम तुम्हारे लिए माफी चाहें तो अपने सिर घुमाते हैं
📕 पारा 28,सूरह मुनाफ़ेक़ून,आयत 5
*ⓩ इस आयत ने तो वहाबियत के चीथड़े ही उड़ा दिये,इससे साफ पता चलता है कि जो हुज़ूर से शफाअत की उम्मीद नहीं रखता वो मुनाफिक़ है और उसका ठिकाना काफिरों की तरह ही हमेशा की जहन्नम है,जैसा कि खुद रब्बे कायनात इरशाद फरमाता है कि*
*कंज़ुल ईमान* - बेशक अल्लाह मुनाफिक़ों और काफिरों सबको जहन्नम में इकठ्ठा करेगा
📕 पारा 5,सूरह निसा,आयत 140
जारी रहेगा...........
http://zebnews.in/
*ⓩ Ab jabki shafa'at ka zikr aa hi gaya hai to kuchh ispar bhi raushni daalta chalun,ALLAH rabbul izzat quran me irshaad farmata hai ki*
*KANZUL IMAAN* - Qareeb hai ki tumhein tumhara rub aisi jagah khada kare jahan sab tumhari hamd karen
📕 Paara 15,bani israyil,aayat 79
*ⓩ Bukhari sharif ki riwayat hai ki huzoor sallallahu taala alaihi wasallam se poochha gaya ki maqame mahmood kya hai farmaya ki wo shafa'at hai*
*KANZUL IMAAN* - Aur beshak qareeb hai ki tumhara rub tumhein itna dega ki tum raazi ho jaoge
📕 Paara 30,wadduha,aayat 5
*TAFSEER* - Hadise paak me aata hai ki jab ye aayat utri to ispar huzoor sallallahu taala alaihi wasallam farmate hain ki agar mera rub mujhe raazi karna chahta hai to main us waqt tak raazi na hounga jab tak ki mera ek bhi ummati jahannam me rahega
📕 Khazayenul irfan,safah 708
*KANZUL IMAAN* - Aur ai mahboob apne khaas aur aam musalman mardon aur aurton ke gunaho ki maafi maango
📕 Paara 26,muhammad,aayat 19
*ⓩ Sochiye ki khuda khud farma raha hai ki ai mahboob mujhse apne chahne waalo ki bakhshish karwao aur shafa'at kis cheez ka naam hai*
*KANZUL IMAAN* - Aur jab wo apni jaano par zulm kar lein to ai mahboob tumhare huzoor haazir ho phir ALLAH se maafi chahen aur rasool unki shafa'at farmayen to zaroor ALLAH ko bahut tauba qubool karne waala meharban paayen
📕 Paara 5,nisa,aayat 64
*TAFSEER* -Aapki wafaate aqdas ke baad ek aarabi aapki mazaar par haazir hua aur rauzaye anwar ki khaak apne sar par daalkar yahi aayat padhi aur bola ki ya Rasool ALLAH sallallahu taala alaihi wasallam maine apni jaan par zulm kiya ab main aapke huzoor ALLAH se maafi chahta hoon meri shafa'at karaiye to rauzaye anwar se aawaz aayi ki ja teri bakhshish ho gayi
📕 Khazayenul irfan,safah 105
*ⓩ Itna to bad aqeeda bhi maanta hi hai ki quran ka hukm sirf huzoor sallallahu taala alaihi wasallam ke zamane mubarak tak hi mahdood nahin tha balki wo qayamat tak ke liye hai to jab qayamat tak ke liye uska har kanoon maana jayega to ye kyun nahin ki huzoor se shafa'at karayi jaaye,kya maaz ALLAH khuda ne quran me ye kaha hai ki mere mahboob ki zindagi tak hi unki baargah me jaana baad wisaal na jaana to jab rub ne aisa koi hukm nahin diya to phir apni taraf se deen me bila wajah had se aage badhne ki ijazat inko kahan se mili,aur gaur kijiye ki gunaah kiska kiya rub ka,to maafi bhi rub se hi maangni chahiye phir ye nabi beech me kahan se aa gaye,khuda ye bhi to farma sakta tha ki mujhse maafi maango main maaf kar doonga par wo to huzoor ki baargah me bhej rahaa hai ki mera nabi unki shafa'at kare to beshak main use bakhsh doonga,magar andhe wahabiyon ko ye aaytein nahin dikhti,khair maula hidayat ata farmaye ab dekhiye isse bahut saare masle hal hue*
1.Saaleheen ka wasila lena jayaz hai
2.Unse shafa'at ki ummeed rakhna jayaz hai
3.Baad wisaal unki mazaar par jaana jayaz hai
4.Unhein lafze *YA* ke saath pukaarna jayaz hai
5.Wo apni mazaar me zinda hain
6.Aur sabse badi baat ki wo baad wafaat bhi madad karne ki qudrat rakhte hain
*KANZUL IMAAN* - Aur jab unse kaha jaaye ki aao Rasool ALLAH sallallahu taala alaihi wasallam tumhare liye maafi chahen to apne sir ghumate hain
📕 Paara 28,munafeqoon,aayat 5
*ⓩ Is aayat ne to wahabiyat ke cheethde hi uda diye,isse saaf pata chalta hai ki jo huzoor sallallahu taala alaihi wasallam se shafa'at ki ummeed nahin rakhta wo khaalis munafiq hai aur uska thikana bhi kaafiro ki tarah hamesha ki jahannam hai,jaisa ki khud rabbe kaaynat irshaad farmata hai ki*
*KANZUL IMAAN* - Beshak ALLAH munafikon aur kaafiron sabko jahannam me ikattha karega
📕 Paara 5,nisa,aayat 140
To be continued..........
*Don't Call Only WhatsApp 9559893468*
*NAUSHAD AHMAD "ZEB" RAZVI*
*ALLAHABAD*
0 Comments