بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 03 « ┄─┅━━━━━━┅─┄ ● Jaisa Ke HADEES E PAAK Me Aaya Hai Mere Sahaba Sitaaro Ki maanind ( Tarah ) Hai To Jo Tum Me Unki Iqtida( Pai'rawi ) Karega Hidayat Payega, ● Sakare E Kainaat صلى الله عليه وسلم K Tarbiyat Pane wale In Paak Hastiyoñ Par Shariyat Wa Sunnat Ki Pabandi Ke Ba' Wajood Khofe Khuda Aur Raza E Maula Ki Fikr Me Esi Kaifiyat Taari Rahti Thi Hazrat E Umar Farooq رضى الله تعال عنه Farmate Hain ' Agar Aasmaan Se Nida(Aawaz) Ki Jaaye K Tamam Ruye Zameen K Aadmi Bakhsh Diye Gaye Haiñ Magar Ek Sakhsh ( Nahi Bakhsha Gaya ) To Mai Khauf Karunga Ki Kahi Wo Sakhsh Me Hi Na Hu ' Aur Agar Nida Ki Jaye Ke Ruye Zameen K Tamam Aadmi Dozakhi Haiñ Siwaye Ek Sakhsh Ke To Mai Ummid Karunga Ke Woh Sakhsh Me Hi Huñ!! ◆Khofe Khuda Aur Raza e Maula Ka Martaba Aisa Mo'Tadil ( Barabar ) Hona Chahiye , 📚 Malfuzat E Aala Hazrat Jild 3 Safa 429 |
Share on |
0 Comments