بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 04 « ┄─┅━━━━━━┅─┄ Buzurgon Ki Zindagi Ka Ye Aalam tha k ALLAH ﷻ Ne Un Paak Hastiyon Ko Be Shumaar Ena'am o ikraam se Nawaza Tha Magar Uske Ba Wajood Dil Me Khoufe Khuda Wandi Aur Imaan K Chale Jaane ka Esa Khouf tha K Imaan Ki Salamati Ko Hi Sab Se Badi Daulat Jante The. Ye Wo Paak Hastiyañ Hai Jinke Iman Ko Mayar ( Parakh , Pahchan ) Karar Diya gaya Hai. Chunanche ALLAH ﷻ Ka Farman hai. Tarjama : - Agar Wo Tumhare Jaisa Imaan Le Aye To Kamyaab Ho Jaye ( Hidayat yafta imaan Wale Ho Jaye ) 📚Surah Tauba Aayat 137 Ummat K Imaam o Peshwa Farmate Hai Jisko Imaan Jane Ka Khof Na ho Marte Waqt Uske Imaan Jane Ka khatra Hai , 📚 Malfuzaat E Aala Hazrat |
Share on |
0 Comments