بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 87 « ★ Tijaarat Aur Seerat-E-Mustafaﷺ ★ •────────────────• ⚘ ⌬ ➤ Bazaar ( Market) Mein Hamari Dukaan Ke Saath Aur Bhi Logon Ki Dukaane Hoti Hain Aisi Surat Mein Hame Dusre Ke Kaar-o-Baar Mein Dakhal Andaazi Nahi Karni Chahiye, KyunKi is Se Dusron Ko Taklif Aur Nuqsaan Hota Hai Aur Ek Musalman Ki Shaan Ye Nahi Hoti Ki Woh Apni Zaat Se Dusron Ko Taklif Aur Nuqsaan Pahunchaye isi Liye Huzurﷺ Ne is Se Mana Farmaya.Aap Sallallaho Alaihe Wasallam Ne irshad Farmaya Ki Koi Bhi Shakhs Apne Bhai Ke Kharidne Aur Bechne Mein Dakhal Andaazi Na Kare (Yani Jab Ek Admi Qimat Tay Kar Raha Ho To Dusra Admi Customer Ko Apni Taraf Lubhane Ke Liye Us Se Kam Qimat Na Bole... 📬 Sahi Bukhari,Hadees No.2139 📚 |
Share on |
0 Comments