Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Seerat E Mustafaﷺ ‏Post:- 88

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
Sᴇᴇʀᴀᴛ-E-Mᴜꜱᴛᴀꜰᴀﷺ
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 88 «
★ Tijaarat Aur Seerat-E-Mustafaﷺ ★
•────────────────•
⚘ ⌬ ➤ Esi Tarah Jab Ek Admi Koi Chiz Kharid Raha Ho To Dusra Aadmi Maalik Se Ye Na Bole Ki Main Tum Ko is Se Zyada Qimat De Raha Hun Yeh Maal Mujhe De Do Ye Galat Tariqa Hai Huzur Sallallaho Alaihe Wasallam Ne irshad Farmaya Ki Tum Mein Se Koi Bhi Shakhs Apne Bhai Ke Kharidaari Par Kharidaari Na Kare (Jab Tak Ki Haan Ya Na Mein Pehle Shakhs Se Baat Mukammal Na Ho Jaaye

📬 Sahi Bukhari,Hadees No.5142. Sahi Muslim,Hadees No. 1412 📘

⚘ ⌬ ➤ Hame Saamaan Wagairah Bechte Waqt Naap Taul Mein Kami Bhi Nahi Karni Chahiye Ki Huzurﷺ Ne is Baat Se Sakhti Ke Saath Roka Hai, Balke Hame imaan’daari Aur Narmi Ke Saath Kaam Karna Chahiye Ki is Se Hamare Business Mein Bhi Taraqqi hogi Aur Allah Aur Us Ke Rasool Bhi Ham Se Khush Honge.Huzur Sallallaho Alaihe Wasallam Ne irshad Farmaya Ki Allah Ta’ala Us Bande Par Raham Farmaye Jo Kharidte Waqt Aur Bechte Waqt Aur Taqaza Karte Waqt Fayyazi Aur Narmi Se Kaam leta Hai...

📬 Sahi Bukhari,Hadees No.2076 📚

📝 Alhamdulillah Post Mukammal
Share on
|

Post a Comment

0 Comments