بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 02 « •─• Biraadaran-E-islam •─• ─≽ Garz ke, Tahaart Ho Ya Tizaarat, Ukhuwwat Ho Ya Mohabbat, Gam Ho Ya Khushi, Har Tareh Ki Ta’alim Wa Tehzib Ke Har Kanoon Wa Zaabte, Tour-Tarike Itne Bata Diye Hai Ke Is Mazhab Waalon Ko Kisi Bhi Mas’ale Aur Ma’amale Ke Sawaal Ke Liye Dusre Mazhab Waalon Ke Darwaje Khatkhatane Ki Zaroorat Nahin Hai. ─≽ Is Liye Is Deen-Mazhab Ke Baare Me Qura’an-E-Paak Me Farma Diya Ke ; ♢••• Tarjuma •••♢ ─≽ “BESHAQ Deen Allah Ke Najdeek Deen-E-Islam Hai.” Aur Farma Diya Ke ; ♢••• Tarjuma •••♢ ─≽“Hum Ne Aaj Tumhare Deen-E-Islam Ko Tumhare Liye Mukammal Kar Diya.” Sub’hanAllah. ─≽ ISLAM Ki Dee Huee Tehzibon Me Se Ek Tehzib Ka Naam SALAAM Karna Hai, Jiska Huqm Qur’an-E-Paak Mein Sipara No.18, Soor-E-Noor Ke 14 Ve Rooku’a Ki Aayaat-E- Kareema Me Yun Hai Ke, Tarjuma ─≽ “Jab Daakhil Howo Tum Kisee Ghar Me, To Apane Ahl-E-Islam Ko Salam Karo. Ye Salam Karna Allah Ke Nazdeek Mubarak Aur Paakiza Hai. Allah Aise Hee Bayaan Karta Hai Tumhaare Liye Aayatein, Taake Tumhein Samaj Ho.” SUB’HANALLAH, Is Aayat-E-Kareema Se Ye Baate Ma’alum Huee Ke, ─≽ [01] Kisi Ke Ghar Me Jaao To, Uske Aadaab Aur Tehzib Ye Hai Ke SALAAM Karon. |
Share on |
0 Comments