بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 13 « •─• Eik Momin Ka Kirdar •─• ╭► Libaas Se Muta’alliq Ahkaam-o-Masa’il. ⁀➷ ─≽ Hazrat-e-Abdullah bin Masood radhi allaho anho Bayan karte Hain ki: Huzur Nabi kareem Sallallaho alaihe wasallam ne irshad Farmaya ki:Jis ke Dil mein Zarrah Barabar Bhi Takabbur Hoga Woh Jannat Mein Nahi Jaaega.Ek Shakhs ne Arz kiya:Ya Rasoolallah Sallallaho alaihe wasallam! Kisi ko Ye Pasand Hota hai ki Us ke Kapde aur Joote Wagairah Achhchhe ho? ─≽ (Yani kya ye Bhi Takabbur Hai?) To Aap Sallallaho alaihe wasallam Ne irshad Farmaya ki:Allah Jamil (Khoobsurat) Hai Aur Jamal(Khoobsurti) ko Pasand Farmata hai.Takabbur Naam Hai Haq baat ko Nahi maan ne Aur Dusro ko Chhota Samajhne ka. 📝(Sahi Muslim,Hadees 91)📘 |
Share on |
0 Comments