Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Akhlaaq-O-Aadaab Post No 27

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
★ Akhlaaq-O-Aadaab ★
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 27 «
•─• islami Zindagi •─•

╭► Naakhun Kaatne Ka Tariqa Aur Masa’il ⁀➷

─≽ Mas’ala:- Nakhun Kaatna Ambiya-e-Kiram ki Sunnat Hai.

📒 (Sahi Bukhari,Hadees No.5891)

─≽ Mas’ala:- Juma ke Din Nakhun kaatna Behtar Hai.Jaisa ki Hadees Sharif Main Aaya Hai Ki:Huzur Sallallaho alaihe wasallam Juma ke Din Namaz Ke Liye Jaane Se Pehle Moochh Chhota Karte The Aur Apne Nakhuno Ko Kaatte The.

📒(Sharhussunah,Hadees No.3198)

─≽ Mas’ala:- Agar Nakhun Zyada badh gaya ho To Juma Ka intezaar Nahi Kare Kyunki Nsakhun ka Badha Hua Hona Achhchhi Baat Nahi.Ye Rozi Mein Tangi Ka Zariya hai.

─≽ Mas’ala:-Naakhun Kisi Bhi Din Kaat Sakte Hain .Lekin Ek Za’eef Hadees Mein Hai Ki Budh(Wanesday) Ke Din Naakhun Kaatne Se Safeed Daag Ki Bimari Paida Hoti hai.Ye Hadees Agarche Zaeef Hai.Lekin Jab Hadees Mein Hai To is Se Bachne Hi Mein Bhala’ee hai.Kyunki Bela Wajah Apne Aap Ko Khatre Mein Daalna Aqalmandi Nahi.

📝in Sha Allah Post Jari Hai......
Share on
|

Post a Comment

0 Comments