بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ:-33 « •─• islami Zindagi •─• ╭► Safeed Baalo Ko Rangne Ke Masa’il ⁀➷ ⚠️Note :- Es Post Ka Agla Part(Post No:-34) Zaroor Padhe Taki Aap ko Puri Baat Samjh Aa Sakhe. ─≽ Hadees:- Hazrat-e-Abu Huraira radhi allaho anho Bayan Karte Hain Ki Huzur Nabi kareem Sallallaho alaihe wasallam Ne Farmaya Ki Yahudi Aur isa’ee Khizaab Nahi Lagaate.(Yani Baalo Ko Nahi Rangte)Tum Un Ki Mukhalifat Karo.(Yani Rango) ✍(Bukhari,Hadess No.5899.Muslim,Hadees No.2130) 📙 ─≽ Hadees :- Hazrat-e-Jaabir radhi allaho anho Bayan Karte Hain Ki Fath-e-Makka Ke Saal Hazrat-e-Abu Bakar Ke Walid Hazrat-e-Abu Qahafa Huzur Ke Paas Aaye.Us Waqt un Ke Sar Aur Daarhi Ke Baal Bilkul Safeed The.To Aap Sallallaho alaihe wasallam Ne Un Ki Aurato Ko Hukm Diya Ki Un Ki Safeedi Ko Kisi Chiz Se Badal Do.. 📝 (Sahi Muslim,Hadees No.2102) 📗 |
Share on |
0 Comments