Maslak E Aala Hazrat Apk

Natural Natural Natural Natural

Apne Mobile Par Bina Internet ke bhi Ahlesunnat MaslaK E AalaHazrat ke Aqaid ke Mutabiq islami wa islahi Post Padhne Ke liye Dowanlod Kare Maslak E AalaHazrat Android App Es Link se

Size:-16 Mb

Telegram Channel



Lattest Update Pane Ke Liye Hamare Telegram Channel ko Join Kare ➡ https://t.me/s/paighameRaza/3

Share on Whatsapp
6/recent/ticker-posts

Akhlaaq-O-Aadaab Post No:-34

بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ
اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ
وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ
★ Akhlaaq-O-Aadaab ★
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ :- 34 «
•─• islami Zindagi •─•

╭► Safeed Baalo Ko Rangne Ke Masa’il ⁀➷

─≽ in Dono Hadeeso Se Maloom Hua Ki Safeed Baalo Ko Rangna Sahi Hai Ab Rahi Baat Ki Kis Rang Ka khizaab durust hai aur Kis Rang Ka Naahi? To Sahi Hadeeso Ke Mutabiq Laal Aur Zard Rang Ka Khizaab Lagaana Dusrust Hai.Jaisa Ki Hazrat-e-Abdullah bin Abbas radhi allaho anhuma Bayan Karte Hain Ki Ek Shakhs Mehandi Ka Khizaab Lagae Hue Guzra To Aap Sallallaho alaihe wasallam Ne Farmaya Ki Ye Kitna Achhchha Hai. Phir Ek Dusra Shakhs Mehandi Aur Katum Ka Khizaab Lagaae Hue Guzra To Aap Sallallaho alaihe wasallam Ne Farmaya Ki Ye Us Se Achhchha Hai. (Katum Ek Tarah Ka Ghaas Hai Jis Ko Mehandi Mein Milaane Se Mehandi Ka Laal Rang Dark Brown Mein Badal Jaata hai.

✍(Fatawa Razawiya,Vol:23,Page No.502)📕

─≽ Raawi Kehte Hain Ki Ek Tisra Shakhs Zard (Pile) Rang Ka Khizaab Laga Kar Guzra To Aap Sallallaho alaihe Wasallam Ne Farmaya Ki Ye Sab Se Achhchha hai.

📝(Abu Dawood,Hadees No.4211)📘

📝in Sha Allah Post Jari Hai......
Share on
|

Post a Comment

0 Comments