بـســـــــــــــــﻢ ِﷲِﺍﻟــــــــﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلْـــرَّﺣـــــــــــــِﻴﻢ اَلصلٰوةُوَالسلَامُ عَلَي٘كَ یاسَيِّدِۡي یارَسُوٌلَ اللهﷺ وَعَلیٰٓ اٰلِكَ وَاَصـــــــحَابِكَ يَاحَـــــــبِيْبُ اللهﷺ |
---|
» Pᴏꜱᴛ Nᴏ 44 « •─• islami Zindagi •─• ╭► Salam Karne Ka Bayan ⁀➷ ─≽ Salam karna Nabi Kareem Sallallaho Alaihe Wasallam Ki Sunnat Hai Aur Us Ka Jawab Dena Wajib Hai Chahe Saamne Salam Kare Ya Khat Wagairah Mein Salam Likh Kar Bheje Ya Kisi Dusre Ki Zabani Salam kahalwaye.Nabi Kareem Sallallaho Alaihe Wasallam Ne irshad Farmaya Ki:Ek Musalman Ka Dusre Musalman Par 6 Huqooq Hain. ─≽ (1) Jab Woh Bimaar Ho Jaaye To Us Ki Ayadat Karna. ─≽ (2) Jab Woh Mar Jaaye To Us Ke Janaze Mein Hazir Hona. ─≽ (3)Jab Woh Bulaye To Us ke Paas Jana. ─≽ (4)Jab Mile To Salam Karna. ─≽ (5)Jab Chhinkne To Jawab Dena. ─≽ (6) Woh Saamne Ho Ya Na Ho Har Haal Mein Us Ki Khair-Khahi Karna. 📝[Ibn-e-Majah,Hadees No.1433]📕 |
Share on |
0 Comments